Chicken Biryani.
you can have Chicken Biryani using 19 ingredients and 7 steps. Here is how you cook that.
Ingredients of Chicken Biryani
- It's 1/2 kg of rice.
- You need 1/2 kg of chicken.
- It's 3-4 of onion.
- Prepare 4-5 of tomatoes.
- You need 3-4 of potatoes.
- You need 1 cup of oil.
- Prepare 1/2 cup of milk.
- Prepare 2 tbsp of lal mirch powder.
- You need 2 tbsp of dhania powder.
- It's 1 tbsp of salt.
- Prepare 1/2 tsp of haldi.
- It's 8-10 of kali mirch.
- You need 3-4 of long.
- Prepare 2 of bari elaichi.
- It's 4-5 of choti elaichi.
- Prepare 1 of tespath.
- It's 1 tsp of zarday ka colour.
- Prepare 3-4 of hari mirchein.
- Prepare 6-8 of aloo bukharay.
Chicken Biryani step by step
- Chawal boil karein namak ke sath. Aik kani ke ubaal lain..
- Alag bartan main oil garam karlen. Uss mein pyaz cut ki hui dalein aur fry krlein. Iss mein sabit garam masala dalein, timatar dalein aur bhoon lain. Aloo bukharay bhi dalein..
- Tamam masalay dahi mein mila kar chicken mein shamil kardein. Mix karein aur timatar walay masalay mein daalein. Aloo bhi shamil karein. Aik cup paani daalen. Bhoon lain itna ke murghi aur aloo soft hojaye..
- Bara pateela lain. Pehlay Masala daalein layer mein. Uppar Chawal ki layer lagayein. Doodh main zarday ka rang mila lain aur adha abhi daalein. Phir masalay ki layer lagayein aur uppar sey chawal ki layer lagayein..
- Uppar sey baqi doodh aur rang daalden. Hari mirchein kati hui daalden.
- Dum par rakhdein 10 min tez flame aur uskay baad halka flame kardein..
- Mazeydar chicken biryani tayyar hai dish main nikal lain aur raita aur salad ke sath enjoy karein.